main apni angusht kaTta tha ki bich mein nind aa na jaeShayari By 03 Sep 2022 05:15:20 PMShermain apni angusht katta tha ki bich mein nind aa na jae agarche sab khwab ka safar tha magar haqiqat mein aa basa hun Continue Reading... Share on:
din Dhala raat phir aa gai so raho so rahoShayari By 15 Aug 2021 04:36:06 PMGhazaldin dhala raat phir aa gai so raho so raho manzilon chha gai khamushi so raho so raho sara din tapte suraj ki garmi mein jalte rahe thandi thandi hawa phir chali so raho so raho [...] Continue Reading... Share on:
main jagun sari rain sajan tum so jaoShayari By 29 Jan 2021 05:29:45 PMGeetmain jagun sari rain sajan tum so jao giton mein chhupa lun bain sajan tum so jao sham dhale se bhor bhae tak jag ke jab katti hai ghadiyan madhur milan ki os mein bas kar khilti hain jab jiwan ki kaliyan [...] Continue Reading... Share on:
KHwabon se na jao ki abhi raat bahut haiShayari By 20 Nov 2020 11:30:59 PMGhazalkhwabon se na jao ki abhi raat bahut hai pahlu mein tum aao ki abhi raat bahut hai ji bhar ke tumhein dekh lun taskin ho kuchh to mat shama bujhao ki abhi raat bahut hai [...] Continue Reading... Share on:
pareshan raat sari hai sitaro tum to so jaoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalpareshan raat sari hai sitaro tum to so jao sukut-e-marg tari hai sitaro tum to so jao hanso aur hanste hanste dubte jao khalaon mein hamin pe raat bhaari hai sitaro tum to so jao [...] Continue Reading... Share on:
wo kab aaen KHuda jaane sitaro tum to so jaoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo kab aaen khuda jaane sitaro tum to so jao hue hain hum to diwane sitaro tum to so jao kahan tak mujh se hamdardi kahan tak meri gham-khwari hazaron gham hain anjaane sitaro tum to so jao [...] Continue Reading... Share on: