ret par safar ka lamhaShayari By 16 Aug 2021 01:41:53 AMNazmkabhi hum khub-surat the kitabon mein basi khushbu ki surat sans sakin thi [...] Continue Reading... Share on:
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le loShayari By 27 Jan 2021 01:18:17 AMGeetye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo bhale chhin lo mujh se meri jawani magar mujh ko lauta do bachpan ka sawan wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani [...] Continue Reading... Share on:
bata ai abr musawat kyun nahin kartaShayari By 23 Nov 2020 12:49:17 AMGhazalbata ai abr musawat kyun nahin karta hamare ganw mein barsat kyun nahin karta mahaz-e-ishq se kab kaun bach ke nikla hai tu bach gaya hai to khairaat kyun nahin karta [...] Continue Reading... Share on:
wo sahilon pe gane wale kya hueShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo sahilon pe gane wale kya hue wo kashtiyan chalane wale kya hue wo subh aate aate rah gai kahan jo qafile the aane wale kya hue [...] Continue Reading... Share on:
nae des ka rang naya thaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnae des ka rang naya tha dharti se aakash mila tha dur ke dariyaon ka sona hare samundar mein girta tha [...] Continue Reading... Share on:
gali gali aabaad thi jin se kahan gae wo logShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalgali gali aabaad thi jin se kahan gae wo log dilli ab ke aisi ujdi ghar ghar phaila sog sara sara din galiyon mein phirte hain bekar raaton uth uth kar rote hain is nagri ke log [...] Continue Reading... Share on: