man ka honaShayari By 30 Nov 2020 05:50:40 AMNazmghutnon ki pida mein jag ke sone wali man insulin ki goli se khush hone wali man silwati hathon se kapdon ko dhone wali man papa ki ek dant se ghut kar rone wali man [...] Continue Reading... Share on:
ek sachchi amman ki kahaniShayari By 30 Nov 2020 03:29:42 AMNazmmere bachche ye kahte hain tum aati ho to ghar mein raunaqen khushbuen aati hain ye jannat jo mili hai sab unhin qadmon ki barkat hai hamare waste rakhna tumhaara ek saadat hai [...] Continue Reading... Share on:
ye kaamyabiyan izzat ye nam tum se haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye kaamyabiyan izzat ye nam tum se hai ai meri man mera sara maqam tum se hai tumhaare dam se hain mere lahu mein khilte gulab mere wajud ka sara nizam tum se hai [...] Continue Reading... Share on:
man ke intiqal parShayari By 19 Nov 2020 01:59:03 AMNazmallah-ji hum so nahin pate ammi ko kab bhejoge nani kahti hain [...] Continue Reading... Share on:
mothers day parShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmism-e-azam bahut achchha hua tha man ne meri sikhla diye the ism sare mujh ko bachpan mein [...] Continue Reading... Share on:
ammi ki yaad meinShayari By 20 Nov 2020 02:07:45 PMNazmammi ki ye ja-e-namaz mujhe de do mujhe pata hai is mein kitni raushan subhen jazb hui hain kitni sannati do-pahren [...] Continue Reading... Share on: