ek bachcha aur jugnu ki baatenShayari By 14 Jan 2022 05:42:50 PMNazmsunaun tumhein baat ek raat ki ki wo raat andheri thi barsat ki chamakne se jugnu ke tha ek saman hawa par udin jaise chingariyan [...] Continue Reading... Share on:
balle-bazShayari By 14 Jan 2022 10:02:04 AMNazmjab padhai karte karte bor ho jata hun main dab kar balla baghal mein field par aata hun main phir nahin duniya-o-ma-fiha ka kuchh rahta khayal khelta jata hun main bas khelta jata hun main [...] Continue Reading... Share on:
aao bachcho hum sab banaenShayari By 14 Jan 2022 08:47:15 AMNazmapna apna bhul calender jitna kuchh hum bhul gae hain jo jo hum se bhul hui hai wo sab likkhen [...] Continue Reading... Share on:
kahani sunaoShayari By 12 Jan 2022 07:24:32 AMNazmkahani sunao kahani sunao kahani nai ya purani sunao kahani purani wo rajaon wali wahi shan-o-shaukat shahanshahon wali [...] Continue Reading... Share on:
zara sochoShayari By 10 Jan 2022 01:29:23 AMNazmfarz karo ki sare jaanwar baat bhi karte hum se un ke jo ji mein aa jata kah dete ek dam se darwaze par kutta kahta bhuke hain do din ke koi dawa bhi de do dekho makkhi zakhm pe bhinke [...] Continue Reading... Share on:
tarana-e-urduShayari By 09 Jan 2022 02:28:02 AMNazmhogi gawah khak-e-hindostan hamari is ki kiyariyon se phuti zaban hamari hindu hon ya musalman isai hon ki sikh hon urdu zaban ke hum hain urdu zaban hamari [...] Continue Reading... Share on: