nam likha liya to phir karte ho hae hae kyonShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnam likha liya to phir karte ho hae hae kyon padhna na tha tumhein agar darje mein padhne aae kyon kyunkar hum imtihan den soenge ja ke bagh mein padhne ko aadhi raat tak koi hamein jagae kyon [...] Continue Reading... Share on:
mujhko talim se nafrat hi sahiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmujh ko talim se nafrat hi sahi aur khelon se mohabbat hi sahi main ne is se to bade kaam liye aap ko khel se wahshat hi sahi [...] Continue Reading... Share on:
mujhe naql par bhi itna agar iKHtiyar hotaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmujhe naql par bhi itna agar ikhtiyar hota kabhi fail imtihan mein na main bar bar hota jo main fail ho gaya to sabhi de rahe hain tane koi dil-nawaz hota koi gham-gusar hota [...] Continue Reading... Share on:
KHatm chhuTTi madrase ka dar khulaShayari By 19 Nov 2020 01:26:45 PMGhazalkhatm chhutti madrase ka dar khula aql-o-danish ilm-o-fan ka ghar khula phir wahi school ki sar-garmiyan phir wahi talim ka daftar khula [...] Continue Reading... Share on:
ho gae nakaam to pachhtaen kyaShayari By 11 Nov 2020 01:26:45 PMGhazalho gae nakaam to pachhtaen kya doston ke samne sharmaen kya ho rahe hain fail hum do sal se ghar mein ja kar apna munh dikhlaen kya [...] Continue Reading... Share on:
lucknow ki sairShayari By 02 Nov 2020 09:06:48 PMNazmchaar bagh station dekho shahr mein ek naya-pan dekho saji sajai dulhan dekho qadam qadam par fashion dekho [...] Continue Reading... Share on: