elaj-e-dilShayari By 29 Jan 2021 06:38:59 PMMazahiyadoctor se main ilaj-e-dil karane jab gaya mashwara us ne diya tu sher kahna chhod de aur blood-pressure ke bare mein jo pucha to kaha ai mariz-e-jaan-ba-lab akhbar padhna chhod de [...] Continue Reading... Share on:
bikhar jaenge hum kya jab tamasha KHatm hogaShayari By 29 Jan 2021 06:38:02 PMGhazalbikhar jaenge hum kya jab tamasha khatm hoga mere mabud aakhir kab tamasha khatm hoga charagh-e-hujra-e-darwesh ki bujhti hui lau hawa se kah gai hai ab tamasha khatm hoga [...] Continue Reading... Share on:
kursi hai tumhaara ye janaza to nahin haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkursi hai tumhaara ye janaza to nahin hai kuchh kar nahin sakte to utar kyon nahin jate Continue Reading... Share on:
ashk pine ke liye KHak uDane ke liyeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalashk pine ke liye khak udane ke liye ab mere pas khazana hai lutane ke liye aisi dafa na laga jis mein zamanat mil jae mere kirdar ko chun apne nishane ke liye [...] Continue Reading... Share on:
wo shaKHs ki main jis se mohabbat nahin kartaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo shakhs ki main jis se mohabbat nahin karta hansta hai mujhe dekh ke nafrat nahin karta pakda hi gaya hun to mujhe dar pe khincho sachcha hun magar apni wakalat nahin karta [...] Continue Reading... Share on:
khula hai jhuT ka bazar aao sach bolenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkhula hai jhut ka bazar aao sach bolen na ho bala se kharidar aao sach bolen sukut chhaya hai insaniyat ki qadron par yahi hai mauqa-e-izhaar aao sach bolen [...] Continue Reading... Share on: