wo to ghazal suna ke akela khaDa rahaShayari By 18 Jan 2022 03:20:09 AMSherwo to ghazal suna ke akela khada raha sab apne apne chahne walon mein kho gae Continue Reading... Share on:
hans ke bola karo bulaya karoShayari By 07 Jan 2022 06:34:10 AMGhazalhans ke bola karo bulaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo muskurahat hai husn ka zewar rup badhta hai muskuraya karo [...] Continue Reading... Share on:
kahin chand rahon mein kho gaya kahin chandni bhi bhaTak gaiShayari By 09 Oct 2021 11:12:10 PMGhazalkahin chand rahon mein kho gaya kahin chandni bhi bhatak gai main charagh wo bhi bujha hua meri raat kaise chamak gai meri dastan ka uruj tha teri narm palkon ki chhanw mein mere sath tha tujhe jagna teri aankh kaise jhapak gai [...] Continue Reading... Share on:
teri jaanib aa raha hun ruh ki taskin ko mainShayari By 29 Sep 2021 11:26:06 PMSherteri jaanib aa raha hun ruh ki taskin ko main hasraten dil ki main duniya mein nikal aaya bahut Continue Reading... Share on:
dil ki dhaDkan ko suna ghaur se kal raat adilShayari By 29 Sep 2021 11:18:57 PMSherdil ki dhadkan ko suna ghaur se kal raat 'adil' jis ko main dhundhta rahta hun basa hai mujh mein Continue Reading... Share on:
abhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hainShayari By 03 Aug 2021 10:56:25 PMGhazalabhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hain 'faraaz' ab zara lahja badal ke dekhte hain judaiyan to muqaddar hain phir bhi jaan-e-safar kuchh aur dur zara sath chal ke dekhte hain [...] Continue Reading... Share on: