phirte hain mir KHwar koi puchhta nahinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherphirte hain 'mir' khwar koi puchhta nahin is aashiqi mein izzat-e-sadat bhi gai Continue Reading... Share on:
din ko bhi itna andhera hai mere kamre meinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldin ko bhi itna andhera hai mere kamre mein saya aate hue darta hai mere kamre mein gham thaka-haara musafir hai chala jaega kuchh dinon ke liye thahra hai mere kamre mein [...] Continue Reading... Share on:
chalne ka hausla nahin rukna muhaal kar diyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalchalne ka hausla nahin rukna muhaal kar diya ishq ke is safar ne to mujh ko nidhaal kar diya ai meri gul-zamin tujhe chah thi ek kitab ki ahl-e-kitab ne magar kya tera haal kar diya [...] Continue Reading... Share on:
tohmat-e-chand apne zimme dhar chaleShayari By 04 Nov 2020 12:02:17 PMShertohmat-e-chand apne zimme dhar chale jis liye aae the hum kar chale Continue Reading... Share on:
har-chand tujhe sabr nahin dard wa-lekinShayari By 04 Nov 2020 11:53:42 AMSherhar-chand tujhe sabr nahin dard wa-lekin itna bhi na miliyo ki wo badnam bahut ho Continue Reading... Share on:
aziyyat musibat malamat balaenShayari By 04 Nov 2020 11:48:48 AMSheraziyyat musibat malamat balaen tere ishq mein hum ne kya kya na dekha Continue Reading... Share on: