qarib maut khaDi hai zara Thahar jaoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalqarib maut khadi hai zara thahar jao qaza se aankh ladi hai zara thahar jao thaki thaki si fazaen bujhe bujhe tare badi udas ghadi hai zara thahar jao [...] Continue Reading... Share on:
meri dastan-e-hasrat wo suna suna ke roeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmeri dastan-e-hasrat wo suna suna ke roe mere aazmane wale mujhe aazma ke roe koi aisa ahl-e-dil ho ki fasana-e-mohabbat main use suna ke roun wo mujhe suna ke roe [...] Continue Reading... Share on:
dilon ko toDne walo tumhein kisi se kyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldilon ko todne walo tumhein kisi se kya milo to aankh chura lo tumhein kisi se kya hamari laghzish-e-pa ka khayal kyun hai tumhein tum apni chaal sambhaalo tumhein kisi se kya [...] Continue Reading... Share on:
tum apna ranj-o-gham apni pareshani mujhe de doShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltum apna ranj-o-gham apni pareshani mujhe de do tumhein gham ki qasam is dil ki virani mujhe de do ye mana main kisi qabil nahin hun in nigahon mein bura kya hai agar ye dukh ye hairani mujhe de do [...] Continue Reading... Share on:
mahfilen luT gain jazbaat ne dam toD diyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmahfilen lut gain jazbaat ne dam tod diya saz khamosh hain naghmat ne dam tod diya har masarrat gham-e-diroz ka unwan bani waqt ki god mein lamhat ne dam tod diya [...] Continue Reading... Share on:
dosto durd pilao ki kaDi raat kaTeShayari By 19 Nov 2020 02:41:02 PMGhazaldosto durd pilao ki kadi raat kate mai mein kuchh aur milao ki kadi raat kate aansuon se ye kadi raat nahin kat sakti aaj mai-khana lundhao ki kadi raat kate [...] Continue Reading... Share on: