har tafsil mein jaane wala zehn sawal ki zad par haiShayari By 03 Sep 2022 05:12:25 PMSherhar tafsil mein jaane wala zehn sawal ki zad par hai har tashrih ke pichhe hai anjam se dar jaane ka gham Continue Reading... Share on:
hai bikharne ko ye mahfil-e-rang-o-bu tum kahan jaoge hum kahan jaengeShayari By 05 Nov 2021 01:48:57 AMGhazalhai bikharne ko ye mahfil-e-rang-o-bu tum kahan jaoge hum kahan jaenge har taraf ho rahi hai yahi guftugu tum kahan jaoge hum kahan jaenge har mata-e-nafas nazr-e-ahang ki hum ko yaran hawas thi bahut rang ki gul-zamin se ubalne ko hai ab lahu tum kahan jaoge hum kahan jaenge [...] Continue Reading... Share on:
tumhaare KHat mein naya ek salam kis ka thaShayari By 02 Aug 2021 11:26:13 PMGhazaltumhaare khat mein naya ek salam kis ka tha na tha raqib to aakhir wo nam kis ka tha that new greeting in your note, from whom was it do say if not my rival's signature, whose name was it then, pray? [...] Continue Reading... Share on:
main chhu sakun tujhe mera KHayal-e-KHam hai kyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmain chhu sakun tujhe mera khayal-e-kham hai kya tera badan koi shamshir-e-be-niyam hai kya meri jagah koi aaina rakh liya hota na jaane tere tamashe mein mera kaam hai kya [...] Continue Reading... Share on:
apna pata mujhe bata bahr-e-KHuda tu kaun haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapna pata mujhe bata bahr-e-khuda tu kaun hai tujh pe hain sare mubtala bahr-e-khuda tu kaun hai nam-e-khuda suna kiya tere siwa nahin mila sari sifat se hai bhara bahr-e-khuda tu kaun hai [...] Continue Reading... Share on:
KHuda-ra aa ke meri lo KHabar kahan ho tumShayari By 26 Nov 2020 11:36:27 PMGhazalkhuda-ra aa ke meri lo khabar kahan ho tum mere habib mere chaara-gar kahan ho tum na raston ki khabar aur na manzilon ka pata kahan main jaun mere rahbar kahan ho tum [...] Continue Reading... Share on: