tanhai ki gali mein hawaon ka shor thaShayari By 23 Nov 2020 01:08:15 PMGhazaltanhai ki gali mein hawaon ka shor tha aankhon mein so raha tha andhera thaka hua sine mein jaise tir sa paiwast ho gaya tha kitna dil-kharash udasi ka qahqaha [...] Continue Reading... Share on:
bambai raat samundarShayari By 01 Nov 2020 09:46:29 PMNazmsamundar bolta hai samundar apni pur-asrar maujon ki zaban mein bolta hai samundar ki sadaen chir deti hain shab-e-tarik ki chadar ubal padti hain [...] Continue Reading... Share on:
tabdiliShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmis bhare shahr mein koi aisa nahin jo mujhe rah chalte ko pahchan le aur aawaz de o be o sar-phire donon ek dusre se lipat kar wahin [...] Continue Reading... Share on:
humse pahle to kahin pyar na tha shahr-ba-shahrShayari By 25 Oct 2020 07:28:40 PMGhazalhum se pahle to kahin pyar na tha shahr-ba-shahr apne hamrah ye sailab gaya shahr-ba-shahr aise badnam huin apni mahakti ghazlen jaise aawargi-e-mauj-e-saba shahr-ba-shahr [...] Continue Reading... Share on:
pompiyeShayari By 31 Jul 2020 03:49:42 PMNazmpompiye dafn tha sadiyon se jahan ek tahzib thi poshida wahan shahr khoda to tawarikh ke tukde nikle dheron pathrae hue waqt ke safhon ko ulat kar dekha [...] Continue Reading... Share on:
tausi-e-shahrAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMNazmbis baras se khade the jo is gati nahr ke dwar jhumte kheton ki sarhad par banke pahre-dar ghane suhane chhanw chhidakte bor lade chhitnar bis hazar mein bik gae sare hare bhare ashjar jin ki sans ka har jhonka tha ek ajib tilism qatil teshe chir gae un sawanton ke jism giri dhadam se ghayal pedon ki nili diwar katte haikal jhadte pinjar chhatte barg-o-bar sahi dhup ke zard kafan mein lashon ke ambar aaj khada main sochta hun is gati nahr ke dwar is maqtal mein sirf ek meri soch lahakti dal mujh par bhi ab kari zarb ek ai aadam ki aal Continue Reading... Share on: