chhaTe ghubar-e-nazar baam-e-tur aa jaeShayari By 05 Nov 2020 08:14:52 PMSherchhate ghubar-e-nazar baam-e-tur aa jae piyo sharab ki chehre pe nur aa jae Continue Reading... Share on:
jam le kar mujhse wo kahta hai apne munh ko pherShayari By 03 Nov 2020 05:58:55 PMSherjam le kar mujh se wo kahta hai apne munh ko pher ru-ba-ru yun tere mai pine se sharmate hain hum Continue Reading... Share on:
humne kisi ki yaad mein akasr sharab piShayari By 07 Nov 2020 02:35:26 PMGhazalhum ne kisi ki yaad mein akasr sharab pi pi kar ghazal kahi to mukarrar sharab pi yaadon ka ek hujum tha tanha nahin tha main sahil ki chandni mein samundar sharab pi [...] Continue Reading... Share on:
maston ke jo usul hain un ko nibha ke piShayari By 30 Oct 2020 01:55:51 PMGhazalmaston ke jo usul hain un ko nibha ke pi ek bund bhi na kal ke liye tu bacha ke pi kyun kar raha hai kali ghataon ke intizar un ki siyah-zulf pe nazren jama ke pi [...] Continue Reading... Share on:
tauba ki nazishon pe sitam Dha ke pi gayaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltauba ki nazishon pe sitam dha ke pi gaya pi! us ne jab kaha to main ghabra ke pi gaya dil hi to hai uthae kahan tak gham-o-alam main roz ke malal se ukta ke pi gaya [...] Continue Reading... Share on:
ye saqi ki karamat hai ki faiz-e-mai-parasti haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye saqi ki karamat hai ki faiz-e-mai-parasti hai ghata ke bhes mein mai-khane par rahmat barasti hai ye jo kuchh dekhte hain hum fareb-e-khwab-e-hasti hai takhayyul ke karishme hain bulandi hai na pasti hai [...] Continue Reading... Share on: