jo kaha maine ki pyar aata hai mujhko tum parShayari By 24 Mar 2022 05:22:40 PMSherjo kaha main ne ki pyar aata hai mujh ko tum par hans ke kahne laga aur aap ko aata kya hai laughing, she inquired when, i said "i love you" is there anything else at all that you know to do [...] Continue Reading... Share on:
teri anjuman mein zalim ajab ehtimam dekhaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalteri anjuman mein zalim ajab ehtimam dekha kahin zindagi ki barish kahin qatl-e-am dekha in your realm o cruel one, how strange prevails the scene life giving showers are often seen with massacres between [...] Continue Reading... Share on:
lipaT lipaT ke main us gul ke sath sota thaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazallipat lipat ke main us gul ke sath sota tha raqib subh ko munh aansuon se dhota tha tamam raat thi aur kuhniyan o laten thin na sone deta tha mujh ko na aap sota tha [...] Continue Reading... Share on:
nazar mila ke mere pas aa ke luT liyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnazar mila ke mere pas aa ke lut liya nazar hati thi ki phir muskura ke lut liya shikast-e-husn ka jalwa dikha ke lut liya nigah nichi kiye sar jhuka ke lut liya [...] Continue Reading... Share on:
hail thi bich mein jo razai tamam shabShayari By 31 Oct 2020 09:36:39 AMGhazalhail thi bich mein jo razai tamam shab is gham se hum ko nind na aai tamam shab ki yas se hawas ne ladai tamam shab tum ne to khub rah dikhai tamam shab [...] Continue Reading... Share on:
bahut se logon ko gham ne jila ke mar diyaShayari By 11 Nov 2020 10:10:42 PMGhazalbahut se logon ko gham ne jila ke mar diya jo bach rahe the unhen mai pila ke mar diya ye kya ada hai ki jab un ki barhami se hum na mar sake to hamein muskura ke mar diya [...] Continue Reading... Share on: