gunjta hai nala-e-mahtab aadhi raat koShayari By 19 Nov 2020 01:09:00 AMGhazalgunjta hai nala-e-mahtab aadhi raat ko tut jate hain suhane khwab aadhi raat ko bhagte sayon ki chikhen tutte taron ka shor main hun aur ek mahshar-e-be-khwab aadhi raat ko [...] Continue Reading... Share on:
din ko daftar mein akela shab bhare ghar mein akelaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherdin ko daftar mein akela shab bhare ghar mein akela main ki aks-e-muntashir ek ek manzar mein akela Continue Reading... Share on:
pareshan raat sari hai sitaro tum to so jaoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalpareshan raat sari hai sitaro tum to so jao sukut-e-marg tari hai sitaro tum to so jao hanso aur hanste hanste dubte jao khalaon mein hamin pe raat bhaari hai sitaro tum to so jao [...] Continue Reading... Share on:
pura dukh aur aadha chandShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalpura dukh aur aadha chand hijr ki shab aur aisa chand din mein wahshat bahal gai raat hui aur nikla chand [...] Continue Reading... Share on:
uske dushman hain bahut aadmi achchha hogaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalus ke dushman hain bahut aadmi achchha hoga wo bhi meri hi tarah shahr mein tanha hoga itna sach bol ki honton ka tabassum na bujhe raushni khatm na kar aage andhera hoga [...] Continue Reading... Share on:
main hun raat ka ek baja haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmain hun raat ka ek baja hai khali rasta bol raha hai aaj to yun khamosh hai duniya jaise kuchh hone wala hai [...] Continue Reading... Share on: