aap ki aankh se gahra hai meri ruh ka zaKHmShayari By 07 Nov 2020 05:09:36 PMGhazalaap ki aankh se gahra hai meri ruh ka zakhm aap kya soch sakenge meri tanhai ko main to dam tod raha tha magar afsurda hayat khud chali aai meri hausla-afzai ko [...] Continue Reading... Share on:
tanhai ki gali mein hawaon ka shor thaShayari By 23 Nov 2020 01:08:15 PMGhazaltanhai ki gali mein hawaon ka shor tha aankhon mein so raha tha andhera thaka hua sine mein jaise tir sa paiwast ho gaya tha kitna dil-kharash udasi ka qahqaha [...] Continue Reading... Share on:
KHalwatShayari By 10 Nov 2020 08:00:21 PMNazmmujhe tum apni banhon mein jakad lo aur main tum ko kisi bhi dil-kusha jazbe se yaksar na-shanasana nashat-e-rang ki sarshaari-e-haalat se begana mujhe tum apni banhon mein jakad lo aur main tum ko [...] Continue Reading... Share on:
duniya luTi to dur se takta hi rah gayaShayari By 04 Nov 2020 01:58:01 PMGhazalduniya luti to dur se takta hi rah gaya aankhon mein ghar ke khwab ka naqsha hi rah gaya us ke badan ka loch tha dariya ki mauj mein sahil se main bahaw ko takta hi rah gaya [...] Continue Reading... Share on:
KHud-agahiShayari By 30 Oct 2020 02:10:45 AMNazmwo kaisi tarik ghadi thi jab mujh ko ehsas hua tha main tanha hun us din bhi sidha-sada suraj nikla tha [...] Continue Reading... Share on:
aawaraShayari By 31 Oct 2020 07:55:50 PMNazmshahr ki raat aur main nashad o nakara phirun jagmagati jagti sadkon pe aawara phirun ghair ki basti hai kab tak dar-ba-dar mara phirun ai gham-e-dil kya karun ai wahshat-e-dil kya karun [...] Continue Reading... Share on: