madrasa ya dair tha ya kaba ya but-KHana thaShayari By 18 Jan 2022 12:13:57 AMGhazalmadrasa ya dair tha ya kaba ya but-khana tha hum sabhi mehman the wan tu hi sahab-khana tha wae nadani ki waqt-e-marg ye sabit hua khwab tha jo kuchh ki dekha jo suna afsana tha [...] Continue Reading... Share on:
to hi zahir hai tu hi baatin haiShayari By 14 Jan 2022 05:35:25 PMSherto hi zahir hai tu hi baatin hai tu hi tu hai to main kahan tak hun Continue Reading... Share on:
yar ko humne ja-ba-ja dekhaShayari By 12 Nov 2021 08:18:26 PMGhazalyar ko hum ne ja-ba-ja dekha kahin zahir kahin chhupa dekha kahin mumkin hua kahin wajib kahin fani kahin baqa dekha [...] Continue Reading... Share on:
jag mein aa kar idhar udhar dekhaShayari By 02 Aug 2021 05:52:40 PMGhazaljag mein aa kar idhar udhar dekha tu hi aaya nazar jidhar dekha i came into this world and looked around you, manifest, in every place, i found [...] Continue Reading... Share on:
KHabar-e-tahayyur-e-ishq sun na junun raha na pari rahiShayari By 02 Aug 2021 05:52:03 PMGhazalkhabar-e-tahayyur-e-ishq sun na junun raha na pari rahi na to tu raha na to main raha jo rahi so be-khabari rahi shah-e-be-khudi ne ata kiya mujhe ab libas-e-barahnagi na khirad ki bakhiya-gari rahi na junun ki parda-dari rahi [...] Continue Reading... Share on:
ai meri jaan-e-arzu mane-e-iltifat kyaShayari By 18 Dec 2020 09:16:58 AMGhazalai meri jaan-e-arzu mane-e-iltifat kya hoga na waqf-e-dil kabhi kaif-e-tabassumat kya mast-e-nazar agar nahin saghar-e-dil mein baada-rez bazm-e-nawazishat kya daur-e-tawajjohat kya [...] Continue Reading... Share on: