aur koi dam ki mehman hai guzar jaegi raatShayari By 22 Nov 2020 02:57:50 AMGhazalaur koi dam ki mehman hai guzar jaegi raat dhalte dhalte aap-apni maut mar jaegi raat zindagi mein aur bhi kuchh zahr bhar jaegi raat ab agar thahri rag-o-pai mein utar jaegi raat [...] Continue Reading... Share on:
shauq raaton ko hai darpai ki tapan ho jaunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalshauq raaton ko hai darpai ki tapan ho jaun raqs-e-wahshat mein uthun aur dhuan ho jaun sath agar baad-e-sahar de to pas-e-mahmil-e-yar ek bhatakti hui aawaz-e-fughan ho jaun [...] Continue Reading... Share on:
mazaq-e-gham se nikhrega shuur-e-karwan kab takShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmazaq-e-gham se nikhrega shuur-e-karwan kab tak asir-e-rahbari dhundenge qadmon ke nishan kab tak zara zakhmon pe dil ke aur thodi si namak-pashi nikharta hi nahin dekhen ye husn-e-gulsitan kab tak [...] Continue Reading... Share on:
kya aaj un se apni mulaqat ho gaiShayari By 17 Nov 2020 08:28:56 PMGhazalkya aaj un se apni mulaqat ho gai sahra pe jaise tut ke barsat ho gai viran bastiyon mein mera din hua tamam sunsan jangalon mein mujhe raat ho gai [...] Continue Reading... Share on:
har ek ghar mein diya bhi jale anaj bhi hoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhar ek ghar mein diya bhi jale anaj bhi ho agar na ho kahin aisa to ehtijaj bhi ho rahegi wadon mein kab tak asir khush-haali har ek bar hi kal kyun kabhi to aaj bhi ho [...] Continue Reading... Share on:
bichhaD ke tujhse mujhe hai umid milne kiShayari By 17 Nov 2020 05:38:51 PMSherbichhad ke tujh se mujhe hai umid milne ki suna hai ruh ko aana hai phir badan ki taraf Continue Reading... Share on: