zindagi-bhar nahin bhulegi wo barsat ki raatShayari By 27 Jan 2021 01:28:30 AMGeetzindagi-bhar nahin bhulegi wo barsat ki raat ek anjaan hasina se mulaqat ki raat hae wo reshmin zulfon se barasta pani phul se galon pe rukne ko tarasta pani [...] Continue Reading... Share on:
wasl mein rang uD gaya meraShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherwasl mein rang ud gaya mera kya judai ko munh dikhaunga Continue Reading... Share on:
KHwabon se na jao ki abhi raat bahut haiShayari By 20 Nov 2020 11:30:59 PMGhazalkhwabon se na jao ki abhi raat bahut hai pahlu mein tum aao ki abhi raat bahut hai ji bhar ke tumhein dekh lun taskin ho kuchh to mat shama bujhao ki abhi raat bahut hai [...] Continue Reading... Share on:
aaj inkar na farmaiye aapShayari By 16 Nov 2020 06:47:29 PMGhazalaaj inkar na farmaiye aap shab ki shab ghar mere rah jaiye aap jaiye ghar ko na ghabraiye aap hum na mar jaenge bas jaiye aap [...] Continue Reading... Share on:
dekh kar tul-e-shab-e-hijr dua karta hunShayari By 22 Nov 2020 10:51:26 PMSherdekh kar tul-e-shab-e-hijr dua karta hun wasl ke roz se bhi umr meri kam ho jae Continue Reading... Share on:
wasl ki raat hai bigDo na barabar to raheShayari By 05 Nov 2020 11:23:44 AMSherwasl ki raat hai bigdo na barabar to rahe phat gaya mera gareban tumhaara daman Continue Reading... Share on: