bahaar aai kisi ka samna karne ka waqt aayaShayari By 19 Nov 2020 02:04:27 AMGhazalbahaar aai kisi ka samna karne ka waqt aaya sambhal ai dil ki izhaar-e-wafa karne ka waqt aaya unhen aamada-e-mehr-o-wafa karne ka waqt aaya badi muddat mein arz-e-muddaa karne ka waqt aaya [...] Continue Reading... Share on:
ye jagah ahl-e-junun ab nahin rahne waliShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye jagah ahl-e-junun ab nahin rahne wali fursat-e-ishq mayassar kahan pahle wali koi dariya ho kahin jo mujhe sairab kare ek hasrat hai jo puri nahin hone wali [...] Continue Reading... Share on:
hawa chale waraq-e-arzu palaT jaeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhawa chale waraq-e-arzu palat jae tulua ho koi chehra to dhund chhat jae yahi hai waqt ki khwabon ke baadban kholo kahin na phir se nadi aansuon ki ghat jae [...] Continue Reading... Share on:
ab teri yaad se wahshat nahin hoti mujhkoShayari By 18 Nov 2020 05:51:44 PMGhazalab teri yaad se wahshat nahin hoti mujh ko zakhm khulte hain aziyyat nahin hoti mujh ko ab koi aae chala jae main khush rahta hun ab kisi shakhs ki aadat nahin hoti mujh ko [...] Continue Reading... Share on:
jam Takrao! waqt nazuk haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljam takrao! waqt nazuk hai rang chhalkao! waqt nazuk hai hasraton ki hasin qabron par phul barsao! waqt nazuk hai [...] Continue Reading... Share on:
uske dushman hain bahut aadmi achchha hogaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalus ke dushman hain bahut aadmi achchha hoga wo bhi meri hi tarah shahr mein tanha hoga itna sach bol ki honton ka tabassum na bujhe raushni khatm na kar aage andhera hoga [...] Continue Reading... Share on: