muTThi bhar logon ke hathon mein lakhon ki taqdiren hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmutthi bhar logon ke hathon mein lakhon ki taqdiren hain juda juda hain dharm ilaqe ek si lekin zanjiren hain aaj aur kal ki baat nahin hai sadiyon ki tarikh yahi hai har aangan mein khwab hain lekin chand gharon mein tabiren hain [...] Continue Reading... Share on:
zaKHm nasur koi hone seShayari By 11 Nov 2020 12:11:08 PMGhazalzakhm nasur koi hone se dard ugta hai dard bone se wo tha markuz mere markaz par aur udhadta raha main kone se [...] Continue Reading... Share on:
KHub-surat zindagi ko humne kaise guzaraShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmaaj ka din kaise guzrega kal guzrega kaise kal jo pareshani mein bita wo bhulega kaise kitne din hum aur jiyenge kaam hain kitne baqi kitne dukh hum kat chuke hain aur hain kitne baqi [...] Continue Reading... Share on:
jine waleShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmkya khabar subh ke sitare ko hai use fursat-e-nazar kitni phailti khushbuon ko kya malum hai unhen mohlat-e-safar kitni [...] Continue Reading... Share on:
zindagi hai ya koi tufan hai!Shayari By 04 Nov 2020 12:04:46 PMSherzindagi hai ya koi tufan hai! hum to is jine ke hathon mar chale Continue Reading... Share on:
mujhe ye Dar hai dil-e-zinda tu na mar jaeShayari By 04 Nov 2020 11:57:17 AMShermujhe ye dar hai dil-e-zinda tu na mar jae ki zindagani ibarat hai tere jine se Continue Reading... Share on: