KHak namnak aur tabinda nujumAdmin16 Dec 2017 02:49:00 PMRubaaikhak namnak aur tabinda nujum hain ek hi qanun ke yaksar mahkum yaksani-e-qanun kahe deti hai la-raib ki hai ek hi rabb-e-qayyum Continue Reading... Share on:
gar nek dili se kuchh bhalai ki haiAdmin16 Dec 2017 02:46:51 PMRubaaigar nek dili se kuchh bhalai ki hai ya bad-manshi se kuchh burai ki hai apne hi liye hai sab na auron ke liye apne hathon ne jo kamai ki hai Continue Reading... Share on:
dil do kisi ek koAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMFunnyDil Do Kisi Ek KoVo Bhi Kisi Nek KoJab Tak Mil Na Jaaye KoiTrai Karte Raho Har Ek Ko Continue Reading... Share on:
Kuch Likh Nahi Paate Kuch Suna Nahi PaateAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMLoveKuch Likh Nahi Paate Kuch Suna Nahi PaateHaal-e-Dil Zuban Pe La Nahi PaateWoh Utar Gaye Hain Dil Kee Gehraiyon MeinWoh Samjh Nahi Paate, Hum Samjha Nahi Paate! Continue Reading... Share on:
Panaho main aaya ho to uspar waar kya karnaAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMOtherPanaho main aaya ho to uspar waar kya karna,Jo dil hara hua ho uspe phir adhikaar kya karna,mohabbat ka maza to dubne ki kashmakash mai hai,Jo maloom ho gehrai to dariya paar kya karna. Continue Reading... Share on:
tarik hai raat aur duniya zaKHKhaarAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaitarik hai raat aur duniya zakhkhar tufan bapa hai aur kashti be-kar ghabraiyo mat ki hai madad-gar khuda himmat hai to ja lagao khewa us par Continue Reading... Share on: