Love Shayari, Aap Mere Pyar ParAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMLoveAap Mere Pyar Par Ek Ehsan Karo,Apne Sare Gam Mere Naam Karo,Jo Lamhe Rulate Hain Aap Ko Yad Banakar,Aap Wo Aansu Meri Palkon Ke Naam Karo !!! Continue Reading... Share on:
hairan ho ke munh mera takte hain bar barAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitahairan ho ke munh mera takte hain bar bar ehsan kiya ye girya-e-be-ikhtiyar ne aghyar se bhi karne lage wada-ha-e-hashr aadat bigad di hai mere e'tibar ne Continue Reading... Share on:
gada hun mujhko lekin daulat-e-kaunain hasil haiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitagada hun mujh ko lekin daulat-e-kaunain hasil hai wo aaen ghar mere taqdir thi aisi kahan meri main un ko dekh kar 'ehsan' ye mahsus karta hun ki jaise mil rahi ho mujh ko umr-e-raegan meri Continue Reading... Share on:
sau tarah ka mere liye saman kyaAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaisau tarah ka mere liye saman kya pura ek umr ka arman kya sayyad se mila pa madrasa bhi dekha 'haali' ne ajab tarah ka ehsan kiya Continue Reading... Share on: