maine kaha ki shahr mein ek charagh bhi nahinShayari By 15 Jul 2022 02:52:24 AMGhazalmain ne kaha ki shahr mein ek charagh bhi nahin us ne kaha ki zakhm bhi kya nahin dagh bhi nahin main ne kaha ki aakhirash mujh ko khuda na mil saka us ne kaha ki mere pas apna suragh bhi nahin [...] Continue Reading... Share on:
usne kaha hasti teri maine kaha jalwa teraShayari By 15 Jul 2022 02:51:21 AMGhazalus ne kaha hasti teri main ne kaha jalwa tera us ne kaha phir nisti main ne kaha parda tera us ne kaha jaana mera main ne kaha meri ajal us ne kaha phir zindagi main ne kaha aana tera [...] Continue Reading... Share on:
KHanjar-e-shab jo utar jaenge aankhon mein meriShayari By 16 Sep 2021 09:35:20 PMGhazalkhanjar-e-shab jo utar jaenge aankhon mein meri manzar-e-rafta thahar jaenge aankhon mein meri zulm sahne ke liye rakhta hun patthar ka jigar ashk-e-gham yunhi na bhar jaenge aankhon mein meri [...] Continue Reading... Share on:
arz kuchh karna tha fursat ho agarShayari By 25 Jun 2021 01:33:13 PMGhazalarz kuchh karna tha fursat ho agar bol dun tum se mohabbat ho agar qadmon par tere dobara hun fida jism mein thodi bhi harkat ho agar [...] Continue Reading... Share on:
gul tha bulbul thi gulistan mein magar tu hi na thaShayari By 13 Jun 2021 11:29:32 PMGhazalgul tha bulbul thi gulistan mein magar tu hi na tha kya gulistan wo gulistan tha agar tu hi na tha shor-o-hangama to aashiq ko nahin deta hai zeb sab hi zakhmi the wahan zer-o-zabar tu hi na tha [...] Continue Reading... Share on:
nargisistan ki bhi Tuk dekho phaban aaine meinShayari By 07 Jun 2021 02:56:29 PMGhazalnargisistan ki bhi tuk dekho phaban aaine mein bagh mat jao ki hai amn-o-chaman aaine mein lahren leta hai pada machchhi bhawan aaine mein chum le tu hi bhala apna dahan aaine mein [...] Continue Reading... Share on: