kabhi to dekh le ek bar muskura ke mujheShayari By 13 Oct 2022 12:31:47 PMGhazalkabhi to dekh le ek bar muskura ke mujhe tujhe bhi dard to hoga kahin rula ke mujhe jo chal diye wo kabhi laut kar nahin aate payam aae hain jati hui saba ke mujhe [...] Continue Reading... Share on:
hai nafas nafas teri aarzu hai qadam qadam teri justujuShayari By 13 Oct 2022 12:30:12 PMGhazalhai nafas nafas teri aarzu hai qadam qadam teri justuju main jahan rahun main kahin chalun teri yaad milti hai ku-ba-ku hai hawa mein jaise mahak teri kisi abr mein hai jhalak teri meri sham ke ye nuqush bhi tere jaise lagte hain hu-ba-hu [...] Continue Reading... Share on:
hai mere hind ki tahzib ki paikar urduShayari By 13 Oct 2022 12:28:56 PMGhazalhai mere hind ki tahzib ki paikar urdu apni mushtarka wirasat ki hai dukhtar urdu is ke har lafz mein tahzib ki nurani hai lafz-e-taban liye hai mere munawwar urdu [...] Continue Reading... Share on:
din mein jita hun magar raat mein mar jata hunShayari By 13 Oct 2022 12:27:39 PMGhazaldin mein jita hun magar raat mein mar jata hun ek talatum sa hai yaadon ka jidhar jata hun main ne tujh jaise kisi shakhs ko chaha tha kabhi ab to is baat ko sochun bhi to dar jata hun [...] Continue Reading... Share on:
har kisi ke naqsh mein chehra tumhaara DhunDhnaShayari By 09 Oct 2022 01:35:36 PMGhazalhar kisi ke naqsh mein chehra tumhaara dhundhna chaunkna kuchh dekh kar aur phir dobara dhundhna wo to baadal tha hawa ki pairwi mein be-qadam jis ne hum se tha kaha rasta hamara dhundhna [...] Continue Reading... Share on:
main tha ek sham-e-sozan raat bhar uThTha dhuan mujhseShayari By 09 Oct 2022 01:31:08 PMGhazalmain tha ek sham-e-sozan raat bhar uththa dhuan mujh se suni duniya ne sau sau tarah dil ki dastan mujh se mujhe nind aa gai thi rah ki thandi hawaon mein main ek wamanda hun puchho hadis-e-karwan mujh se [...] Continue Reading... Share on: