dard-o-gham aur bhi hain ranj-o-tab aur bhi hainShayari By 24 Sep 2023 01:33:30 AMGhazaldard-o-gham aur bhi hain ranj-o-tab aur bhi hain qalb zinda ho to saman-e-tarab aur bhi hain bankpan in mein magar zauq-e-junun ka sa kahan daftar-e-aql mein go zist ke dhab aur bhi hain [...] Continue Reading... Share on:
manzil dhuan-dhuan hai Dagar ghair-motabarShayari By 24 Sep 2023 01:28:45 AMGhazalmanzil dhuan-dhuan hai dagar ghair-mo'tabar shayad hai zindagi ka safar ghair-mo'tabar lamhon ki fauj ka karo dat kar muqabla hota hai be-dili ka mafar ghair-mo'tabar [...] Continue Reading... Share on:
raat ko gahri nind mein aksar yun mahsus sa hota haiShayari By 24 Sep 2023 01:21:28 AMGhazalraat ko gahri nind mein aksar yun mahsus sa hota hai mere karan ghar mein koi chupke-chupke rota hai bahar ko bahar nahin samjha ghar ko ghar hi nahin jaana hum kya jaanen ghar bahar se kaisa rishta hota hai [...] Continue Reading... Share on:
koi chehra jo mere samne laya hai mujheShayari By 24 Sep 2023 01:19:09 AMGhazalkoi chehra jo mere samne laya hai mujhe yahi har haal mein kya dekhta aaya hai mujhe sa'i ye thi kisi kandhe pe khada ho jaun bhag nikla hun ki har ek ne giraya hai mujhe [...] Continue Reading... Share on:
KHud hi shamil nahin ho pae hum apne dukh meinShayari By 24 Sep 2023 01:16:52 AMGhazalkhud hi shamil nahin ho pae hum apne dukh mein jaane le baithe ye kya aaj purani baaten kis qadar ho gae ye fasle ab hum ko 'aziz tum jo barson pe milo hum ko to hairat na karen [...] Continue Reading... Share on:
hamein na aaj kisi gham pe jab hansi aaiShayari By 24 Sep 2023 01:14:36 AMGhazalhamein na aaj kisi gham pe jab hansi aai to umr-e-rafta ne aawaz di abhi aai hue hain mahw hum aise ki der tak hum ko kisi ne dekha to nazron mein be-rukhi aai [...] Continue Reading... Share on: