puchha ki wajh-e-zindagi bole ki dildari meriShayari By Muztar Khairabadi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalpuchha ki wajh-e-zindagi bole ki dildari meri puchha ki marne ka sabab bole jafa-kari meri puchha ki dil ko kya kahun bole ki diwana mera puchha ki us ko kya hua bole ki bimari meri [...] Continue Reading... Share on:
bahut dil ko kushada kar liya kyaShayari By Jaun Eliya26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalbahut dil ko kushada kar liya kya zamane bhar se wada kar liya kya to kya sach-much judai mujh se kar li to khud apne ko aadha kar liya kya [...] Continue Reading... Share on:
kaha maine meri aankhon mein pani haiShayari By Iftikhar Raghib26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkaha main ne meri aankhon mein pani hai jawab aaya mohabbat ki nishani hai kaha main ne lagi dil ki bujhani hai jawab aaya ye jazba jawedani hai [...] Continue Reading... Share on:
main boli tere lab par hai hansi meriShayari By Fauziya rabab13 Nov 2020 01:33:00 PMGhazalmain boli tere lab par hai hansi meri wo bola mat badhao bekali meri main boli shahzade mol kya mera wo bola shahzadi zindagi meri [...] Continue Reading... Share on:
bola hain rang kitne zamane ke aur bhiShayari By Fakhira batool29 Oct 2020 06:49:03 PMGhazalbola hain rang kitne zamane ke aur bhi us ne kaha hain bhed batane ke aur bhi bola tumhaare dil mein mohabbat ne ghar kiya main ne kaha hain rog lagane ke aur bhi [...] Continue Reading... Share on:
kaha taKHliq-e-fan bole bahut dushwar to hogiShayari By Aitbar Sajid26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkaha takhliq-e-fan bole bahut dushwar to hogi kaha makhluq bole bais-e-azar to hogi kaha: hum kya karen is ahd-e-na-pursan mein kuchh kahiye wo bole koi aakhir surat-e-izhaar to hogi [...] Continue Reading... Share on: