taqdir-e-azal aah to bharti hogiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaitaqdir-e-azal aah to bharti hogi ruh-e-abadi dard se marti hogi sach ye hai ki hum ahl-e-jahan kya jaanen jo khaliq-e-alam pe guzarti hogi Continue Reading... Share on:
tan aish ka ghar hai is ka asbab hai ruhAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaitan aish ka ghar hai is ka asbab hai ruh mina hai ye aur baada-e-nab hai ruh ya chang mani-e-azal mein 'shahbaz' ye tan hai rubab is ki mizrab hai ruh Continue Reading... Share on:
subh-e-azal o sham-e-abad kuchh bhi nahinAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaisubh-e-azal o sham-e-abad kuchh bhi nahin ek wusat-e-mauhum hai had kuchh bhi nahin kya jaaniye kya hai aalam-e-kaun-o-fasad dawe to bahut kuchh hain sanad kuchh bhi nahin Continue Reading... Share on:
jo chahiye wo to hai azal se maujudAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaijo chahiye wo to hai azal se maujud hasil hai murad aur muhayya maqsud kya baat hai ehtimam-e-jahd-o-taat kya chiz hai imtiyaz-e-abd-o-mabud Continue Reading... Share on:
roz patthar ki himayat mein ghazal likhte hainAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMSherroz patthar ki himayat mein ghazal likhte hain roz shishon se koi kaam nikal padta hai Continue Reading... Share on:
mujhko to barbaad kiya haiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMShermujh ko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge Continue Reading... Share on: