hota tha jinhen dekh ke masrur main afzalAdmin15 Dec 2017 10:57:48 PMQitahota tha jinhen dekh ke masrur main 'afzal' aankhon mein meri ab wahi manzar nahin aate hairan main hota hun yahi soch ke aksar kya baat hai ab chhat pe kabutar nahin aate Continue Reading... Share on:
kabhi ho mukhatib to kahu kya marjAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMSadKabhi Ho Mukhatib To Kahu Kya Marj Hai Mera Ab Tum Dur Se Puchoge To Khairiyat Hi Kahenge Continue Reading... Share on:
na aaya wo to kya hum nim-jaan bhiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitana aaya wo to kya hum nim-jaan bhi baghair us ke mile duniya se jawen chali hai tu to ai jaan-e-alamnak tuk ek rah ja ki hum rukhsat ho aawen Continue Reading... Share on:
har tarah ki dil mein chah kar ke chhoDeAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaihar tarah ki dil mein chah kar ke chhode mashghul-e-fughan-o-ah kar ke chhode ya-rab kabhi us ka ghar na karna aabaad jo ghair ka ghar tabah kar ke chhode Continue Reading... Share on:
hum uski jafa se ji mein ho kar dil-girAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaihum us ki jafa se ji mein ho kar dil-gir ruk baithe to hain wale karen kya taqrir dil hath se jata hai baghair us se mile ab jo na paden panw to phir kya tadbir Continue Reading... Share on:
yusuf usko kaho aur kuchh na kahe KHair huiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMSheryusuf us ko kaho aur kuchh na kahe khair hui gar bigad baithe to main laiq-e-tazir bhi tha Continue Reading... Share on: