Tufan me bikharte chale gayeAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMLoveTufan me bikharte chale gaye,tanhai ki gehraiyo mein utarte chale gaye,jannat thi har shaam jin doston ke sath,1-1 karke sab bichadate chale gaye Continue Reading... Share on:
Marne pe hum dono ko jannat mileAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMFunnyMarne pe hum dono ko jannat mile,Yeh hava yeh bahar mile,SMS karne mein kanjusi mat kar mere dost,Pata nahi jannat mein signal mile ya na mile. Continue Reading... Share on:
sarmae ki azmat ka nishan dekh liyaAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaisarmae ki azmat ka nishan dekh liya dekha na kabhi tha wo saman dekh liya aankhon mein chamakti hui jannat dekhi sine mein jahannam hai nihan dekh liya Continue Reading... Share on:
gulzar-e-jahan se bagh-e-jannat mein gaeAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaigulzar-e-jahan se bagh-e-jannat mein gae marhum hue jawar-e-rahmat mein gae maddah-e-ali ka martaba aala hai 'ghaalib'-e-asadullah ki khidmat mein gae Continue Reading... Share on:
damad-e-rasul ki shahadat hai aajAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaidamad-e-rasul ki shahadat hai aaj masumon pe fatima ke aafat hai aaj jannat mein tadapte hain rasul-us-saqlain khatun qayamat pe qayamat hai aaj Continue Reading... Share on: