sai-e-rahat ho gai KHwab-o-KHayalAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitasai-e-rahat ho gai khwab-o-khayal zauq-e-nakaami fasana ho gaya gham na marne ka na jine ki khushi aah! ai 'akhtar' mujhe kya ho gaya? Continue Reading... Share on:
paDha hai maine fasanon mein jis tarah aKHtarAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitapadha hai main ne fasanon mein jis tarah 'akhtar' mera shagufa-e-ummid kyun nahin khilta? jo ishq pate hain kasrat se hum kitabon mein wo waqiat ki duniya mein kyun nahin milta Continue Reading... Share on:
hae kya qahr thi wo pahli nazarAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitahae kya qahr thi wo pahli nazar jis mein mahsus ye hua 'akhtar' mujh pe goya kisi ne phenk di hain ek mutthi mein bijliyan bhar kar Continue Reading... Share on:
id aai hai aish-o-nosh ka saman karAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaiid aai hai aish-o-nosh ka saman kar ek saqi-e-gul-ezar ko mehman kar qurbani hai wajib aaj 'akhtar' tu bhi tauba ko khuda ke nam par qurban kar Continue Reading... Share on:
aKHtar se bhi aabru mein behtar hai ye ashkAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaiakhtar se bhi aabru mein behtar hai ye ashk allah hai mushtari wo gauhar hain ye ashk aankhon se laga ke in ko kahte hain malak gauhar nahin nur-e-chashm-e-kausar hain ye ashk Continue Reading... Share on: