tark-e-talluqShayari By Sajid Rais Warsi25 Feb 2021 11:58:43 PMNazmgar talluq hi tark karna tha mujh se phir pyar kyon kiya tu ne muskuraati lajati aankhon se ek iqrar kyon kiya tu ne [...] Continue Reading... Share on:
bachche ki fariyaadShayari By Sajid Rais Warsi23 Feb 2021 11:58:43 PMNazmai khuda kash main khuda hota aur tu phir meri jagah hota tujh ko karta main aise ghar paida jis ka ghar ho na jis ke bhai bahan [...] Continue Reading... Share on:
siyasatShayari By Rajkumar Kori Raz23 Feb 2021 10:14:00 PMNazmbandh ke ghunghru siyasat hi nachati hai hamein aur hum nachte rahte hain tawaif ki tarah aur hukumat ke ishaaron pe hamare thumke ye batate hain ki hum bhi hain raza-mand yahan [...] Continue Reading... Share on:
tamanna ke tarShayari By Noon Meem Rashid23 Feb 2021 08:04:40 PMNazmtamanna ke zholida tar girah dar girah hain tamanna ke nadida tar sitaron se utre hain kuchh log raat wo kahte hain apni tamanna ke zholida taron ko suljhao [...] Continue Reading... Share on:
nazmShayari By Ishrat Afreen27 Feb 2021 02:26:33 PMNazmmere bachche teri aankhen tere lab dekh kar main sochti hun ye duniya is bala ki khubsurat hai [...] Continue Reading... Share on:
jahan zadShayari By Ishrat Afreen25 Feb 2021 02:26:33 PMNazmai hasan kuza-gar tu ne jaana ki main jism-o-jaan ke talluq ki raushan guzargah se ek jahan ka safar jhel kar us [...] Continue Reading... Share on: