dam nikleShayari By Ghaus Khah makhah Hyderabadi27 Feb 2021 07:53:00 PMNazmlikhane nam sachche aashiqon mein jab bhi hum nikle iradon mein hamare jaane kitne pech-o-kham nikle ye socha tha ki ghar se bhag kar shadi rachaen magar jab waqt aaya to na wo niklen na hum nikle [...] Continue Reading... Share on:
biwi aur patlunShayari By Ghaus Khah makhah Hyderabadi25 Feb 2021 07:53:00 PMNazmbegam se kaha hum ne jo fursat hai aap ko patlun mein hamari batan ek tank do ghusse se bolin aap hi khud tank len janab biwi ka jab mazaq udate rahe hain aap [...] Continue Reading... Share on:
bata teri ghiza kya haiShayari By Ghaus Khah makhah Hyderabadi23 Feb 2021 07:53:00 PMNazmagar dawat ho khane ki to is mein sochna kya hai nahin gar ye khuda ki den to is ke siwa kya hai jo ghar mein dal roti roz hi khae bila-nagha wahi jaanega biryani matanjan mein maza kya hai [...] Continue Reading... Share on:
ajnabi chaman meinShayari By Ghaus Khah makhah Hyderabadi21 Feb 2021 07:53:00 PMNazmna bana saka nasheman kisi ajnabi chaman mein mera ghar jala hai jab se mere apne hi watan mein mere zauq-e-khush-libasi ko farishte bhi to dekhen main marun to dafn karna teri-len ke kafan mein [...] Continue Reading... Share on:
aankhenShayari By Ghaus Khah makhah Hyderabadi19 Feb 2021 07:53:00 PMNazmladao har kisi se yun na tum be-sakhta aankhen kahin badnam na ho jaen shorat-yafata aankhen murawwat rahm aur sharm-o-haya un mein nahin hoti dikhane ke liye hoti hain jo khud-sakhta aankhen [...] Continue Reading... Share on:
aadmi kaShayari By Ghaus Khah makhah Hyderabadi17 Feb 2021 07:53:00 PMNazmgham-e-musalsal ki is tapish mein ki jism jal jae aadmi ka hansi ki halki phuwar bhi ho to kaam chal jae aadmi ka maze ki gar zara bhi his hai na hansi ko aur qahqahe ko chhodo chaman mein gar phul muskura de to dil bahal jae aadmi ka [...] Continue Reading... Share on: