bhaari pairAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitamoch aai pair mein kuchh din karen aaram wo aaj ke akhbar mein elan jari ho gaya ek bade akhbar ne chhapi khabar ye is tarah ek qaumi rahnuma ka pair bhaari ho gaya Continue Reading... Share on:
be-parda nazar aain jo kal chand bibayanAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitabe-parda nazar aain jo kal chand bibayan 'akbar' zamin mein ghairat-e-qaumi se gad gaya puchha jo main ne aap ka parda wo kya hua kahne lagin ki aql pe mardon ke pad gaya Continue Reading... Share on:
irani fasahat aur hijazi ghairatAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMRubaaiirani fasahat aur hijazi ghairat yunani balaghat aur rumi hikmat turkana jalalat aur chini sanat jis qaum mein aam ho hai qaumi izzat Continue Reading... Share on: