aasman mein kuchh nahin badla hai tara TuTne seShayari By 29 Sep 2023 08:17:18 PMQitaaasman mein kuchh nahin badla hai tara tutne se chand tanha rah gaya hai sath us ka chhutne se khwab tute aks tute zindagi ki aas tuti jaane kya kya tutta hai ek dil ke tutne se [...] Continue Reading... Share on:
sanson mein samo kar wahi mahki hui sansenShayari By 29 Sep 2023 10:15:58 AMQitasanson mein samo kar wahi mahki hui sansen resham se wo gesu meri bahon mein bichha do ai waqt ke pahlu mein dhadakte hue sino ai jam ki manind khanakti hui yaado [...] Continue Reading... Share on:
mahki hui guftar mein phulon ka tabassumShayari By 29 Sep 2023 10:13:22 AMQitamahki hui guftar mein phulon ka tabassum bahki hui raftar mein jhonkon ki rawani mumkin hai khizaon ka tasawwur hi badal de ai jaan-e-bahaaran teri gul-posh jawani [...] Continue Reading... Share on:
kabhi kabhi tere honTon ki muskurahaT seShayari By 29 Sep 2023 10:10:48 AMQitakabhi kabhi tere honton ki muskurahat se mujhe bahaar ki aahat sunai deti hai teri nigah ki ye be-hijab sargoshi mujhe phuwar si padti dikhai deti hai [...] Continue Reading... Share on:
jab aasman pe lapakta hai bankpan teraShayari By 29 Sep 2023 10:08:21 AMQitajab aasman pe lapakta hai bankpan tera tani kaman se koi tir chhut jata hai tere badan ke jawan-sal zamzame sun kar ghurur meri samaat ka tut jata hai [...] Continue Reading... Share on:
har chiz ki tartib ka mear juda haiShayari By 29 Sep 2023 10:05:56 AMQitahar chiz ki tartib ka mear juda hai aise bhi hain manzar jo dikhai nahin dete ai raqs ki dewi teri bahon ke tarane mahsus to hote hain sunai nahin dete [...] Continue Reading... Share on: