har chiz ki tartib ka mear juda haiShayari By 29 Sep 2023 10:05:56 AMQitahar chiz ki tartib ka mear juda hai aise bhi hain manzar jo dikhai nahin dete ai raqs ki dewi teri bahon ke tarane mahsus to hote hain sunai nahin dete [...] Continue Reading... Share on:
zulf wo pur-fusun haqiqat haiShayari By 27 Sep 2023 11:43:21 AMQitazulf wo pur-fusun haqiqat hai jab bhi uljhi gham-e-hayat bani jab bhi nikhri siyah raat hui jab bhi lahrai kaenat bani [...] Continue Reading... Share on:
teri qismat mein bad-nasib insanShayari By 27 Sep 2023 11:40:38 AMQitateri qismat mein bad-nasib insan shadmani ka hai kahan imkan tu masarrat jise samajhta hai wo to hai gham ka aarzi fuqdan [...] Continue Reading... Share on:
kis qadar ehtiram karte hainShayari By 27 Sep 2023 11:38:08 AMQitakis qadar ehtiram karte hain apne pindar apni zat ka hum aisi kitni himaqaten hain jinhen nam dete hain tajrabaat ka hum [...] Continue Reading... Share on:
hai tarab ka alam se yaranaShayari By 27 Sep 2023 11:35:37 AMQitahai tarab ka alam se yarana zindagi maut ki saheli hai teri duniya to ai mere khaliq ek pur-asrar si paheli hai [...] Continue Reading... Share on:
ek hasin ke sabih chehre parShayari By 27 Sep 2023 11:33:12 AMQitaek hasin ke sabih chehre par rengte hain malal ke sae sang-e-marmar ke farsh par jaise koi khush-rang nag lahrae [...] Continue Reading... Share on: