aagahi had se guzar jae to hoti hai jununShayari By 22 Apr 2023 03:38:40 PMQitaaagahi had se guzar jae to hoti hai junun shama ki lau jo badhe aag mein dhal jati hai husn-e-mahjub ke masum tabassum ki qasam badh ke taqdis gunahon mein badal jati hai [...] Continue Reading... Share on:
aadmi zist ke viran nihan-KHanon meinShayari By 22 Apr 2023 03:36:18 PMQitaaadmi zist ke viran nihan-khanon mein ghumta-phirta hai yun le ke sahaara dil ka ajnabi shahr mein jaise koi rahi shab ko puchhta-phirta ho bachchon se pata manzil ka [...] Continue Reading... Share on:
zamin-o-ahl-e-zamin ke banane wale sunShayari By 18 Apr 2023 04:13:04 PMQitazamin-o-ahl-e-zamin ke banane wale sun tera ye dhang hai kitna ajib aur nyara ki dast-e-khas se apne achhuti ek murat banai aur bana ke zamin pe de mara [...] Continue Reading... Share on:
ai KHuda kaise kahen aadil hai tuShayari By 18 Apr 2023 04:03:24 PMQitaai khuda kaise kahin aadil hai tu ai khuda kaise kahin kaamil hai tu ek aadam ki khata ke waste zulm mein mere hua shaghil hai tu [...] Continue Reading... Share on:
mere aage bhi koi aahani diwar sahiShayari By 18 Apr 2023 03:59:21 PMQitamere aage bhi koi aahani diwar sahi jurat-e-ishq ko kab is ka khayal aata hai main to har rah se be-khauf guzar jaun magar banda-parwar hi ki jurat ka sawal aata hai [...] Continue Reading... Share on:
ushshaq ko bhi mal-e-tijarat samajh liyaShayari By 18 Apr 2023 03:54:47 PMQitaushshaq ko bhi mal-e-tijarat samajh liya is qahr ko mulahiza lillah kijiye bharte hain meri aah ko phonograph mein kahte hain fees lijiye aur aah kijiye [...] Continue Reading... Share on: