kaha buqraat se duniya mein kyon aaya tu ai danaShayari By 18 Apr 2023 03:39:20 PMQitakaha buqraat se duniya mein kyon aaya tu ai dana kaha us ne ki main laya gaya mujh ko pada aana kaha kyunkar basar ki umr bola sath hairat ke kaha kya jaana bola kuchh nahin jaana yahi jaana [...] Continue Reading... Share on:
jo puchha mujhse daur-e-charKH ne kya tu musalman haiShayari By 18 Apr 2023 03:37:10 PMQitajo puchha mujh se daur-e-charkh ne kya tu musalman hai main ghabraya ki is daryaft mein kya ramz pinhan hai karun iqrar to shayad ye be-mehri kare mujh se agar inkar karta hun to khauf-e-qahr-e-yazdan hai [...] Continue Reading... Share on:
jine walon ki tarangen hain faqat pesh-e-nazarShayari By 18 Apr 2023 03:34:49 PMQitajine walon ki tarangen hain faqat pesh-e-nazar marne walon ke masaib ki bahut kam hai khabar yahi bais hai ki ghaflat mein phansi hai duniya lab-e-khandan ki hai kasrat ewaz-e-dida-e-tar [...] Continue Reading... Share on:
har-chand ki hai miss ka lawender bhi bahut KHubShayari By 18 Apr 2023 03:32:33 PMQitahar-chand ki hai miss ka lawender bhi bahut khub begam ka magar itr-e-hina aur hi kuchh hai sae ki bhi san-san hawas-angez hai lekin is shokh ke ghunghru ki sada aur hi kuchh hai [...] Continue Reading... Share on:
har KHak ke putle ko ubhaara hai falak neShayari By 18 Apr 2023 03:30:15 PMQitahar khak ke putle ko ubhaara hai falak ne yaktai ke izhaar mein mast ahl-e-zamin hain har ek ko ye dawa hai ki hum bhi hain koi chiz aur hum ko hai ye naz ki hum kuchh bhi nahin hain [...] Continue Reading... Share on:
gharib-KHane mein lillah do-ghaDi baiThoShayari By 18 Apr 2023 03:27:56 PMQitagharib-khane mein lillah do-ghadi baitho bahut dinon mein tum aae ho is gali ki taraf zara si der jo ho jaegi to kya hoga ghadi ghadi na uthao nazar ghadi ki taraf [...] Continue Reading... Share on: