manzil ka pata hai na kisi rahguzar kaAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMShermanzil ka pata hai na kisi rahguzar ka bas ek thakan hai ki jo hasil hai safar ka Continue Reading... Share on:
kyun na firdaus mein dozaKH ko mila len yarabAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMSherkyun na firdaus mein dozakh ko mila len yarab sair ke waste thodi si jagah aur sahi Continue Reading... Share on:
ek ajab chiz hai sharafat bhiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMSherek ajab chiz hai sharafat bhi is mein shar bhi hai aur aafat bhi Continue Reading... Share on:
husn kafir tha ada qatil thi baaten sehr thinAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMSherhusn kafir tha ada qatil thi baaten sehr thin aur to sab kuchh tha lekin rasm-e-dildari na thi Continue Reading... Share on:
duniya ne tajrabaat o hawadis ki shakl meinAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMSherduniya ne tajrabaat o hawadis ki shakl mein jo kuchh mujhe diya hai wo lauta raha hun main Continue Reading... Share on:
barae-sair mujh sa rind mai-KHane mein gar aaeAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMSherbarae-sair mujh sa rind mai-khane mein gar aae gire saghar lundhe shisha hanse saqi bahe dariya Continue Reading... Share on: