ye subh ki safediyan ye dopahar ki zardiyanShayari By 11 Nov 2020 01:01:02 AMSherye subh ki safediyan ye dopahar ki zardiyan ab aaine mein dekhta hun main kahan chala gaya Continue Reading... Share on:
main to munir aaine mein KHud ko tak kar hairan huaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermain to 'munir' aaine mein khud ko tak kar hairan hua ye chehra kuchh aur tarah tha pahle kisi zamane mein Continue Reading... Share on:
aaina kyun na dun ki tamasha kahen jiseShayari By 16 Nov 2020 07:00:26 PMSheraaina kyun na dun ki tamasha kahen jise aisa kahan se laun ki tujh sa kahen jise Continue Reading... Share on:
aaina dekh apna sa munh le ke rah gaeShayari By 14 Nov 2020 07:00:26 PMSheraaina dekh apna sa munh le ke rah gae sahab ko dil na dene pe kitna ghurur tha Continue Reading... Share on:
az-mehr ta-ba-zarra dil-o-dil hai aainaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalaz-mehr ta-ba-zarra dil-o-dil hai aaina tuti ko shash-jihat se muqabil hai aaina hairat hujum-e-lazzat-e-ghaltani-e-tapish simab-e-baalish o kamar-e-dil hai aaina [...] Continue Reading... Share on:
KHwab ka rishta haqiqat se na joDa jaeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkhwab ka rishta haqiqat se na joda jae aaina hai ise patthar se na toda jae Continue Reading... Share on: