meri naqlen utarne laga haiShayari By 05 Oct 2023 09:26:13 AMShermeri naqlen utarne laga hai aaine ka batao kya kiya jae Continue Reading... Share on:
aaina ye to batata hai main kya hun lekinShayari By 23 Sep 2023 06:22:44 AMSheraaina ye to batata hai main kya hun lekin aaina is pe hai khamosh ki kya hai mujh mein Continue Reading... Share on:
dekhna paDti hai KHud hi aks ki surat-gariShayari By 21 Sep 2023 09:05:12 PMSherdekhna padti hai khud hi aks ki surat-gari aaina kaise batae aaine mein kaun hai Continue Reading... Share on:
pattharo aao ki nadim hain shabihen KHud parShayari By 22 Jan 2022 12:33:20 AMSherpattharo aao ki nadim hain shabihen khud par aaine apni jasarat ki saza chahte hain Continue Reading... Share on:
apne har har lafz ka KHud aaina ho jaungaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapne har har lafz ka khud aaina ho jaunga us ko chhota kah ke main kaise bada ho jaunga tum girane mein lage the tum ne socha hi nahin main gira to masala ban kar khada ho jaunga [...] Continue Reading... Share on:
ye shabnam phul tare chandni mein aks kis ka haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye shabnam phul tare chandni mein aks kis ka hai sunahri dhup chhanw raushni mein aks kis ka hai ye dhalti sham ye qaus-e-quzah ki rang-amezi ye nile aasman ki dilkashi mein aks kis ka hai [...] Continue Reading... Share on: