ho raha hai zikr paiham aam kaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmho raha hai zikr paiham aam ka aa raha hai phir se mausam aam ka nazm likh kar us ke istiqbaal mein kar raha hun khair-maqdam aam ka [...] Continue Reading... Share on:
aam teri ye KHush-nasibi haiShayari By 15 Nov 2020 02:34:36 PMSheraam teri ye khush-nasibi hai warna langdon pe kaun marta hai Continue Reading... Share on:
aamShayari By 24 Oct 2020 09:29:03 PMNazmabba jab bazar se aae aate aate aam bhi lae jitne hare the sab kachche the pakke hue the narm rasile [...] Continue Reading... Share on:
asar ye tere anfas-e-masihai ka hai akbarShayari By 07 Nov 2020 12:21:06 AMSherasar ye tere anfas-e-masihai ka hai 'akbar' allahabad se langda chala lahore tak pahuncha Continue Reading... Share on:
mausam tumhaare sath ka jaane kidhar gayaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermausam tumhaare sath ka jaane kidhar gaya tum aae aur baur na aaya darakht par Continue Reading... Share on:
dar-madh-amShayari By 31 Jul 2020 04:56:19 PMNazmshah-e-awadh se phone pe kal main ne baat ki ism-e-girami shah ka abdussalam hai puchha ki lucknow mein hain main ne kaha ki han bole ki ye bataiye kai din qayam hai [...] Continue Reading... Share on: