zafar zamin-zad the zamin se hi kaam rakkhaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSher'zafar' zamin-zad the zamin se hi kaam rakkha jo aasmani the aasmanon mein rah gae hain Continue Reading... Share on:
ai aasman tere KHuda ka nahin hai KHaufShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherai aasman tere khuda ka nahin hai khauf darte hain ai zamin tere aadmi se hum o heavens i do not fear your god above you know i am afraid o earth, of your human beings below [...] Continue Reading... Share on:
uTThi hain meri KHak se aafat sab ki sabShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherutthi hain meri khak se aafat sab ki sab nazil hui na koi bala aasman se Continue Reading... Share on:
hum kisi ko gawah kya karteShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhum kisi ko gawah kya karte is khule aasman ke aage Continue Reading... Share on:
jitni baTni thi baT chuki ye zaminShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherjitni batni thi bat chuki ye zamin ab to bas aasman baqi hai Continue Reading... Share on:
rafaqaton ka meri usko dhyan kitna thaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherrafaqaton ka meri us ko dhyan kitna tha zamin le li magar aasman chhod gaya Continue Reading... Share on: