duniya jise kahte hain jadu ka khilauna haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherduniya jise kahte hain jadu ka khilauna hai mil jae to mitti hai kho jae to sona hai Continue Reading... Share on:
koi nahin hai aane wala phir bhi koi aane ko haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkoi nahin hai aane wala phir bhi koi aane ko hai aate jate raat aur din mein kuchh to ji bahlane ko hai chalo yahan se apni apni shakhon pe laut aae parinde bhuli-bisri yaadon ko phir tanhai dohrane ko hai [...] Continue Reading... Share on:
duniya jise kahte hain jadu ka khilauna haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalduniya jise kahte hain jadu ka khilauna hai mil jae to mitti hai kho jae to sona hai achchha sa koi mausam tanha sa koi aalam har waqt ka rona to be-kar ka rona hai [...] Continue Reading... Share on:
sunta hun baDe ghaur se afsana-e-hastiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShersunta hun bade ghaur se afsana-e-hasti kuchh khwab hai kuchh asl hai kuchh tarz-e-ada hai Continue Reading... Share on:
be-sabaati chaman-e-dahr ki hai jin pe khuliShayari By 25 Oct 2020 10:56:14 PMSherbe-sabaati chaman-e-dahr ki hai jin pe khuli hawas-e-rang na wo khwahish-e-bu karte hain Continue Reading... Share on:
aadmi bulbula haiAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMNazmaadmi bulbula hai pani ka aur pani ki bahti satha par tutta bhi hai dubta bhi hai phir ubharta hai, phir se bahta hai na samundar nigal saka is ko na tawarikh tod pai hai waqt ki hatheli par bahta aadmi bulbula hai pani ka Continue Reading... Share on: