ab wo karam karen ki sitam main nashe mein hunShayari By 27 Jan 2021 08:32:06 PMGeetab wo karam karen ki sitam main nashe mein hun mujh ko na koi hosh na gham main nashe mein hun sine se bojh un ke ghamon ka utar ke aaya hun aaj apni jawani ko haar ke [...] Continue Reading... Share on:
mujhe gale se laga lo bahut udas hun mainShayari By 27 Jan 2021 08:31:19 PMGeetmujhe gale se laga lo bahut udas hun main gham-e-jahan se chhuda lo bahut udas hun main ye intizar ka dukh ab saha nahin jata tadap rahi hai mohabbat raha nahin jata [...] Continue Reading... Share on:
aaj to dil ke dard par hans karShayari By 30 Nov 2020 07:42:57 AMSheraaj to dil ke dard par hans kar dard ka dil dukha diya main ne Continue Reading... Share on:
dil mein ek dard uTha aankhon mein aansu bhar aaeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherdil mein ek dard utha aankhon mein aansu bhar aae baithe baithe hamein kya jaaniye kya yaad aaya Continue Reading... Share on:
aate aate mera nam sa rah gayaShayari By 24 Nov 2020 06:52:27 PMGhazalaate aate mera nam sa rah gaya us ke honton pe kuchh kanpta rah gaya raat mujrim thi daman bacha le gai din gawahon ki saf mein khada rah gaya [...] Continue Reading... Share on:
hum aaj rah-e-tamanna mein ji ko haar aaeShayari By 24 Nov 2020 09:19:37 AMSherhum aaj rah-e-tamanna mein ji ko haar aae na dard-o-gham ka bharosa raha na duniya ka Continue Reading... Share on: