taskin-e-dil-e-mahzun na hui wo sai-e-karam farma bhi gaeShayari By 15 Dec 2022 07:52:00 AMGhazaltaskin-e-dil-e-mahzun na hui wo sai-e-karam farma bhi gae is sai-e-karam ko kya kahiye bahla bhi gae tadpa bhi gae hum arz-e-wafa bhi kar na sake kuchh kah na sake kuchh sun na sake yan hum ne zaban hi kholi thi wan aankh jhuki sharma bhi gae [...] Continue Reading... Share on:
dard kaisa jo Duboe na baha le jaeShayari By 04 Sep 2022 05:41:18 AMSherdard kaisa jo duboe na baha le jae kya nadi jis mein rawani ho na gahrai ho Continue Reading... Share on:
dard ho dukh ho to dawa kijiyeShayari By 15 Jan 2022 06:54:57 AMSherdard ho dukh ho to dawa kijiye phat pade aasman to kya kijiye Continue Reading... Share on:
dil ka sara dard simaT aaya hai meri palkon meinShayari By 14 Jul 2021 02:36:14 PMSherdil ka sara dard simat aaya hai meri palkon mein kitne taj-mahal dubenge pani ki in bundon mein Continue Reading... Share on:
dard-e-dil kya bayan karun rashkiShayari By 23 Apr 2021 04:45:06 PMSherdard-e-dil kya bayan karun 'rashki' us ko kab e'tibar aata hai Continue Reading... Share on:
zindagi yun bhi guzar hi jatiShayari By 09 Mar 2021 08:06:42 PMSherzindagi yun bhi guzar hi jati kyun tera rahguzar yaad aaya life would in any case pass by and by your street i now recall, tell me why [...] Continue Reading... Share on: