kahan tak waqt ke dariya ko hum Thahra hua dekhenShayari By Shahryar26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkahan tak waqt ke dariya ko hum thahra hua dekhen ye hasrat hai ki in aankhon se kuchh hota hua dekhen bahut muddat hui ye aarzu karte hue hum ko kabhi manzar kahin hum koi an-dekha hua dekhen [...] Continue Reading... Share on:
kisi ki yaad mein duniya ko hain bhulae hueShayari By Rajendera Krishan26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkisi ki yaad mein duniya ko hain bhulae hue zamana guzra hai apna khayal aae hue badi ajib khushi hai gham-e-mohabbat bhi hansi labon pe magar dil pe chot khae hue [...] Continue Reading... Share on:
tujhse bichhaD kar kya hun main ab bahar aa kar dekhShayari By Muneer Niyazi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltujh se bichhad kar kya hun main ab bahar aa kar dekh himmat hai to meri haalat aankh mila kar dekh sham hai gahri tez hawa hai sar pe khadi hai raat rasta gae musafir ka ab diya jala kar dekh [...] Continue Reading... Share on:
thake logon ko majburi mein chalte dekh leta hunShayari By Muneer Niyazi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalthake logon ko majburi mein chalte dekh leta hun main bas ki khidkiyon se ye tamashe dekh leta hun kabhi dil mein udasi ho to un mein ja nikalta hun purane doston ko chup se baithe dekh leta hun [...] Continue Reading... Share on:
gham-ha-e-mohabbat ka asar dekh raha hunShayari By Jumbish Khairabadi03 Nov 2020 11:37:40 AMGhazalgham-ha-e-mohabbat ka asar dekh raha hun bikhre hue daman pe guhar dekh raha hun ai husn-e-rukh-e-yar jidhar dekh raha hun ek hasb-e-takhayyul o nazar dekh raha hun [...] Continue Reading... Share on:
tum aaina hi na har bar dekhte jaoShayari By Dagh Dehlvi29 Oct 2020 01:33:44 AMGhazaltum aaina hi na har bar dekhte jao meri taraf bhi to sarkar dekhte jao na jao haal-e-dil-e-zar dekhte jao ki ji na chahe to na-chaar dekhte jao [...] Continue Reading... Share on: