ye hai mera hindostanShayari By Zubair Rizvi27 Jan 2021 11:34:19 PMGeetye hai mera hindostan mere sapnon ka jahan is se pyar hai mujh ko hansta gata jiwan is ka dhum machate mausam [...] Continue Reading... Share on:
kahan hai mera hindostanShayari By Ajmal Sultanpuri27 Jan 2021 11:33:39 PMGeetmusalman aur hindu ki jaan kahan hai mera hindostan main us ko dhundh raha hun mere bachpan ka hindostan [...] Continue Reading... Share on:
hindostanShayari By Zafar Ali Khan19 Feb 2021 11:52:58 PMNazmnaqus se gharaz hai na matlab azan se hai mujh ko agar hai ishq to hindostan se hai tahzib-e-hind ka nahin chashma agar azal ye mauj-e-rang-rang phir aai kahan se hai [...] Continue Reading... Share on:
inqalabShayari By Syed Taslim Haider Qamar22 Nov 2020 07:31:07 PMNazmzamane ki hawa badli udhar rang-e-chaman badla gulon ne jab rawish badli anadil ne watan badla tariqa aashnai ka kabhi aisa na badla tha ki chaal ushshaq ne badli hasinon ne chalan badla [...] Continue Reading... Share on:
yaum-e-azadiShayari By Siraj Lakhnavi21 Nov 2020 11:19:33 PMNazmzamin-e-hind hai aur aasman-e-azadi yaqin ban gaya ab to guman-e-azadi suno buland hui phir azan-e-azadi sar-e-niyaz hai aur aastan-e-azadi [...] Continue Reading... Share on:
khilta hua gulab hai 26 januaryShayari By Shaukat Pardesi20 Nov 2020 01:31:46 AMNazmlamhe nae hain sal naya aarzu nai himmat nahin hai rah nai justuju nai lagti hai hum ko aaj har ek guftugu nai ujla sa aaftab hai chhabbis january [...] Continue Reading... Share on: