zamane bhar ko mubarak KHushi ka aalam hoShayari By 04 Dec 2020 06:21:55 AMSherzamane bhar ko mubarak khushi ka aalam ho hamare waste ai dost tum kahan kam ho Continue Reading... Share on:
jis bazm mein saghar ho na sahba ho na KHum hoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherjis bazm mein saghar ho na sahba ho na khum ho rindon ko tasalli hai ki us bazm mein tum ho Continue Reading... Share on:
aish ke yar to aghyar bhi ban jate hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheraish ke yar to aghyar bhi ban jate hain dost wo hain jo bure waqt mein kaam aate hain Continue Reading... Share on:
tum koi is se tawaqqo na lagana mare dostShayari By 23 Nov 2020 01:11:22 AMGhazaltum koi is se tawaqqo na lagana mare dost ye zamana hai zamana hai zamana mere dost samne to ho tasawwur mein kahani koi ek haqiqat se bada ek fasana mere dost [...] Continue Reading... Share on:
ye kaj-adai ye ghamza tera kabhi phir yar!Shayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye kaj-adai ye ghamza tera kabhi phir yar! ki tera shahr naya aur main musafir yar! tu aur kuchh na sahi, dost to hai aakhir yar! dukhi raha hai bahut aaj tera shair yar! [...] Continue Reading... Share on:
aaj dekha jo koi shaKHs diwana mere dostShayari By 21 Nov 2020 07:43:45 PMGhazalaaj dekha jo koi shakhs diwana mere dost yaad phir aaya mujhe mera fasana mere dost main tere hijr mein chup-chap chale jata hun dil ko aata hai kahan koi bahana mere dost [...] Continue Reading... Share on: