dost sach much bahut zaruri hainShayari By 07 Aug 2022 05:13:46 PMNazmzindagi ko guzarne ke liye waqt ka zahr marne ke liye apna ghussa utarne ke liye phone par shab guzarne ke liye [...] Continue Reading... Share on:
ab ke tajdid-e-wafa ka nahin imkan jaananShayari By 16 Aug 2021 03:01:22 AMGhazalab ke tajdid-e-wafa ka nahin imkan jaanan yaad kya tujh ko dilaen tera paiman jaanan yunhi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai kis qadar jald badal jate hain insan jaanan [...] Continue Reading... Share on:
wo jo hum mein tum mein qarar tha tumhein yaad ho ki na yaad hoShayari By 02 Aug 2021 01:55:32 PMGhazalwo jo hum mein tum mein qarar tha tumhein yaad ho ki na yaad ho wahi yani wada nibah ka tumhein yaad ho ki na yaad ho the love that 'tween us used to be, you may, may not recall those promises of constancy, you may, may not recall [...] Continue Reading... Share on:
zamane bhar ko mubarak KHushi ka aalam hoShayari By 04 Dec 2020 06:21:55 AMSherzamane bhar ko mubarak khushi ka aalam ho hamare waste ai dost tum kahan kam ho Continue Reading... Share on:
jis bazm mein saghar ho na sahba ho na KHum hoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherjis bazm mein saghar ho na sahba ho na khum ho rindon ko tasalli hai ki us bazm mein tum ho Continue Reading... Share on:
aish ke yar to aghyar bhi ban jate hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheraish ke yar to aghyar bhi ban jate hain dost wo hain jo bure waqt mein kaam aate hain Continue Reading... Share on: