id ka melaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmlo id aai lo do puliye maidan mein bhar bazar laga har chahat ka saman hua har neamat ka ambar laga sab ujla shahr umand aaya shalwar saja dastar laga is bhid ke biphre tufan mein jo dub gaya so par laga [...] Continue Reading... Share on:
hai eid mai-kade ko chalo dekhta hai kaunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhai eid mai-kade ko chalo dekhta hai kaun shahd o shakar pe tut pade roza-dar aaj Continue Reading... Share on:
eid ki KHaridariShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmmusalman qarz le kar eid ka saman kharidenge jo dana hain wo bechenge jo hain nadan kharidenge jo sayyan shauq se khaen wo siwayyan kharidenge murkkab sud ka sauda ba-naqd-e-jaan kharidenge [...] Continue Reading... Share on:
eid ki achkanShayari By 25 Nov 2020 06:06:04 AMNazmsajti thi kabhi tan pe jo thi eid ki achkan sajte the kabhi ham, to kabhi eid ki achkan sau sau tarah parwan chadhi eid ki achkan ab itne ghate hum ki badhi eid ki achkan [...] Continue Reading... Share on:
eid ko bhi wo nahin milte hain mujhse na milenShayari By 23 Nov 2020 06:49:39 PMShereid ko bhi wo nahin milte hain mujh se na milen ek baras din ki mulaqat hai ye bhi na sahi Continue Reading... Share on:
eidShayari By 21 Nov 2020 05:43:47 PMNazmchalo hum eid manaen ki jashn ka din hai khushi ke git sunaen ki jashn ka din hai rukhon pe phul khilaen ki jashn ka din hai dilon mein prit jagaen ki jashn ka din hai [...] Continue Reading... Share on: